Chura Liya Hai Tumne - Yaadon Ki Barat
Uploaded by: jazzyaj
Video Description:
Chura Liya Hai Tumne - Yaadon Ki Barat
Lyrics:http://www.hindilyrix.com/songs/get_song_Chura%20Liya%20Hai%20Tumne.html
--FEMALE--
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Oh, le liya dil, oh haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
(Bahaar banke aaoon kabhi tumhaari duniya mein
Guzar na jaaye yeh din kahin isi tamanna mein) - 2
Tum mere ho, ho tum mere ho
Aaj tum itna vaada karte jaana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
--MALE--
Ho, sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Sajaaoonga lutkar bhi tere badan ki daali ko
Lahoo jigar ka doonga haseen labon ki laali ko
Hai vafa kya is jahaan ko
Ek din dikhla doonga main deewana
Chura liya
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Badalke meri tum zindagaani
Kahin badal na jaana sanam
Le liya dil, haai mera dil
Haai dil lekar mujhko na behlaana
Chura liya hai tumne jo dil ko
Nazar nahin churaana sanam
Hm hm hm hm, hm hm hm hm - 2
Tags for this video: "Chura "Yaadon Asha Barat" BHOSLE Hai hindi Ki Liya Rafi Tumne"
Find more videos in the "Music" category
See more videos uploaded by jazzyaj
| Mere Sapnon Ki Rani (Rajesh Khanna & Sharmila) | Chura liya hai - Bollywood Old movie song | Chura Liya (Remix) |
![]() | ![]() | ![]() |
| chand mera dil | Pyar Deewana Hota Hai (Rajesh Khanna & Asha Parekh) | Yaadon ki Barat Title song |
![]() | ![]() | ![]() |
Comments for this video: Show || Hide
Tell a friend:















u wanna?
but then i go back to stolen :)